Post by CHAUHAN on Nov 12, 2010 19:37:40 GMT 5.5
Mr vijayraj from ur first post i thought dat u r right at some points,,but nw i got dat u r a very cheap guy.
koi b aasani se samajh skta h k vijayraj hi poswal(prashant) k name se post kr rha h. Mr vijayraj kyu apni caste ka b name khrab kr rhe ho,, aapki vajah se do communities k beech me tension create hogi uska credit b aapko hi jaega.
n tell me one thing harit pradesh me widout gujjar support kya ajeet singh apni govt bna skta h...!?!?... even he can't imagine Mr. agar hum condition rkhde ki CM gujjar hoga tbhi RLD ki govt bnegi to uske pas koi choice nhi bchegi smjhe.
and one more imp thing about rld was nvr a Jat party,, it wass a farmers party constructed by charan singh. but aaj ye sirf jato tk simit rah gayi h sirf ajeet singh ki vajah se.
dusri bat bijnore seat k bare me aapne kaha ki swami omvesh vaha se MP rh chuke aapki jankari k liye pichle elections me jo parisiman hua tha usme bijnore seat ki geography badal gayi thi. is seat pe ab gujjars jats se jayada nhi bahut jyada h,,kyoki isme mawana tk k gaon aa gaye h.and last election b completely gujjars k beech me hi tha there were 3 gujjars..1 kartar singh bhadana 2 Dr yashvir singh 3 Sanjay chauhan.
and aapne bina knowledge k kairana seat k bare me bol diya h k anuradha waha se record votes se jeeti thi and kairana is a Jat seat. aapko btadu k kairana is fully dominated by hindu and muslim gujjars,,and us pure area me (including shamli..going 2 b a new district) koi b bata dega k yaha jato ka gujjaro se sahi ilaj koi nhi krta h..ye alag bat h k gujjaro aur jato me vaha acchi understanding rhti h n kbhi koi bdi ghtna samne nhi aayi.
ab bat election ki jis election me anuradha kairana se MP bni thi usme SP and rld k beech pact hua tha,, dono ne milke candidates khde kr rkhe the alag alag nhi ,, n us pure area me b us election tk jato and gujjaro k beech me pact rhta tha. dono ek hi member ko support krte the. mujaffrnagar me munnavar hasan ko jato ne support kia tha and mujaffarnagar me voting k bad sham k time munavvar hasan ne khud hi kaiarana k booths pe jakar voting karayi thi.vaha kafi vivad bhi ho gaya tha munavvar hasan and vaha k majistrate k beech jisme munavvar ne kafi dhmakaya tha usko n chata b mara tha,, bcoz us time mulayam govt thi.
rahi bat meerut ki..just look figures of meerut loksabha costituency jats have 91 villages and gujjars have more dan 250 villages in this new meerut seat...unfortunately delhi dehradun bypass road se is taraf k gaon baghpat me chle gaye vrna bahut jayada hote.
and last election me malook nagar k harne ka reason tha gujjar community k dwara uska boycot..just bcoz he insulted some aged gujjars in pesence of harijans.. ye election se just ek ya do din phle ki hi bat thi.. and unfortunately gujjar community ki najro me uski image phle se hi vaisi nhi thi jo honi chahiye thi.. then gujjars decided to support BJP(harendra aggarwal)...n aapke anusar agar meerut seat pe Jat jayada h to for ur information yahi nagar isse pichle election me RLD se lada tha tb jato ki votes kaha gayi thi.
aur hume aap gujjar party bnane ki salah de rhe h aapki Jat party ne konse jhnde gad diye h yar.aap bol rhe h k hum mathura and baghpat me apni 2 seats bna skte h kewal Jat votes se.. to aap un 2 seats ka krenge kya yar..!! and 2 seats kewal gujjars k dum pe bnana humare lie b koi bahut bdi bat nhi h...kairana me agar hukum singh ya tabassum bina kisi party k b khde ho jae na...and koi aur gujjar candidate na khda ho to wo bahut acchi votes se jeetenge.
and saharanpur and bijnore b aisi hi seats h. saharanpur ka mp hamesha gujjar hua krta tha ch. yashpal singh chokkar(cong) jo party change krke BJP me chle gaye n fir gujjar votes unse kat gaye.
thanks.